Aaeyay khaylain!
Doukaan say chotay ghobaaroon ka aek packet layaeyay jin main hawa nabareeho. Packet khooleeyay, aek ghoobaara neekaleay aur ous main nul say paani bhuryae. Is turha ahesta ahesta saaray ghoobaaroon main paani bhurleejeeyae. In ghoobaroon ko kisi charity ko donate kurdeejae.
Yae khayl saber seekhaata hay, aur firaaghdili payda kurta hay.